Sad Shayari

Heart Touching Sad Shayari Collection

Hamare Bin Adhure Tum Rahoge

Hamare Bin Adhure Tum Rahoge,
Kabhi Chaaha Tha Kisi Ne,Tum Ye Khud Kahoge.
Na Honge Hum To Ye Aalam Na Hoga,
Milenge Bahut Se Lekin Koi Hum Sa Pagal Na Hoga…

Comments are closed.

Loading...