Sad Shayari

Heart Touching Sad Shayari Collection

Woh na aye unki yaad akar wafaa kar gai

Woh na aye unki yaad akar wafaa kar gai,
unse milne ki tamna sukun tabha kar gai,,
ahat hui socha asar dua kar gai,
darwaza khola to dekha majak humse hawa kar gai..

Comments are closed.

Loading...