in

Zindagi k har mod pe kuch is tarah aazmaya gaya mujhe

 
Zindagi k har mod pe kuch is tarah aazmaya gaya mujhe..
 Zindagi deke phir zindagi k liye tarsaya gaya mujhe..
 Pehle inaayat kiya ghamon ka saaya mujhe..
 Phir khushi k ek ek lamhe ko tarsaya gaya mujhe..
 Logo k liye rakhta tha wo pyaar ka samundar..
 Magar ek ek boond ko tarsaya gaya mujhe..
 Kaise na karta is mohabbat se Nafrat…??
 Chiraag ki tarha har dehleez pe jalaya gaya mujhe..

Gum ka ehsaas unko hone na diya

Jab jab dard ka baadal chhaya