in ,

Hawa ban kar bikherne se usse kya farq parta hai

Hawa ban kar bikherne se usse kya farq parta hai,

Mere jene ya marne se usse kya farq parta hai,

Usse to apni khushion se zara fursat nahi milti,

Mere gham ke ubharne se usse kya farq parta hai,

Mohsin us shakhs ki yadon main tum rote raho lekin
Tumhare aisa karne se usse kia farq parta hai….

Ek samandar hai jo mere kaabu me hai

Waqt mila tab yad karte ho