in

Kyu Har Awaz Pe Main Chok Uthta Hu

Kyu Har Awaz Pe Main Chok
Uthta Hu
Kyu Har Khushbu Me Tumhe
Khojta Hu
Kyun Zindagi Se Kuch Maang Nahi
Sakte
Tumko Kabhi Apna Keh Nahi
Sakte
Kya Is Ke Baad Bhi Jeena Aasan
Hoga
Kya Ab Hum Mar Bhi Nahi Sakte
Bas Yahi Is Dil Ki Majburi Hai
Kyun Kahani Meri Itni Aadhuri Hai
Kyun Sapne Aise Dekhe Maine
Jiski Wajeh Se Aaj Zindagi Me Ye
Ansu Hai..

Mein kisi or ki hun itna bata kar royi

Zindagi ka har zakham uski mehrbani hai